Song lyrics :: A :: Atif Aslam lyrics :: Atif Aslam Tu Jaane Naa lyrics

Song lyrics search engine
ringtone left Send "Tu Jaane Naa" Ringtone to your Cellphone right

Atif Aslam Tu Jaane Naa video

This content requires the Adobe Flash Player.
Get Adobe Flash player
Get Flash

phone left Send "Tu Jaane Naa" Ringtone to your Cellphone right

Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
Milke bhi hum na mile tum se na jaane kyun meelon ke hai faasle
Tum se na jaane kyun anjaane hai silsale
Tum se na jaane kyun sapne hai
Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

Aaa...
Nigahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hubahu
Ooo jaane teri aankhein thi ya baatein ki waja
Huea tum jo dil ki aarzoo
Tum paas ho ke bhi tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho ke bhi apne nahi aise hain
Humko gile tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na

Ooo jaane na jaane na jaane na... aaa tu jaane na...
Khayalon mein lakhon baatein yun tu keh gaya
Bola kuch na tere samne
Ooo huea na be-gaane bhi tum hoke haar ke
Dekho tum na mere hi bane
Afsos hota hai dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai pagla hua soche yeh
Hum the mile tumse na jaane kyun
Meelon ke hain faasle tum se na jaane kyun
Anjaane hai silsale
Tum se na jaane kyun sapne hai
Palkon tale tum se na jaane kyun
Kaise btaayein kyun tujhko chahe yaara btaa na paaye
Baatein dilo ki dekho jo baagi aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na
Tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na... tu jaane na


Back to Atif Aslam lyrics

These lyrics are not available for printing.
phone left Send "Tu Jaane Naa" Ringtone to your Cellphone right

Tu Jaane Naa Lyrics Review 9 out of 10 based on 9 ratings.
How much do you love Tu Jaane Naa?



You're now at Atif Aslam Tu Jaane Naa lyrics page
Atif Aslam Tu Jaane Naa lyrics are the property and copyright of Atif Aslam.
Atif Aslam Tu Jaane Naa lyrics
Music Song Lyrics
Atif Aslam Songs